NEW WEBSITE

NEW WEBSITE
WWW.ISlAHI-NEFS.INFO

Wednesday 15 March 2017

Kya Mumkin Nahi.....

Hedret Muhammad Hasan Imam Db. rah ke mutfareek taleemat ka ek majmua....

"    Gunahon se bache bagair SUKUN e qalb(falah e darain) mumkin nahi,

   Rajail e nefs ki islah ke bagair gunahon se bachna mumkin nahi...

 Kisi shaikh e kamil se  ilaj karaye bagair NEFS ki islah mumkin nahi....

 Ek saath, ek hi waqt saare rajail e nefs ka ilaj mumkin nahi

Gunahon ke takaje hi na rahe aisa hona  mumkin nahi..



Ekdam se kisi rajile ka ilaj mumkin nahi  

Shaikh ko ek ek haal ki ittela ke bagair Ilaj mumkin nahi..

Shaikh ki mukkamal itteba aur ittela ke bagair Ilaj mumkin nahi..‎ "


Sameer